muddat guzar gai hai ki dil ko sukun nahin — Ahmad Wasi
muddat guzar gai hai ki dil ko sukun nahin
muddat guzar gai hai kisi kaa bhalaa kiye
Urdu
مدت گزر گئی ہے کہ دل کو سکوں نہیں
مدت گزر گئی ہے کسی کا بھلا کئے
Hindi
मुद्दत गुज़र गई है कि दिल को सुकूँ नहीं
मुद्दत गुज़र गई है किसी का भला किए

Ahmad Wasi
Ahmad Wasi
poet23 quotes