leaderon ki dhuum hai aur follower koi nahin — Akbar Allahabadi
leaderon ki dhuum hai aur follower koi nahin
sab to general hain yahaan aakhir sipaahi kaun hai
Urdu
لیڈروں کی دھوم ہے اور فالوور کوئی نہیں
سب تو جنرل ہیں یہاں آخر سپاہی کون ہے
Hindi
लीडरों की धूम है और फॉलोवर कोई नहीं
सब तो जेनरेल हैं यहाँ आख़िर सिपाही कौन है

Akbar Allahabadi
Akbar Allahabadi
poet269 quotes