yahi Thahri jo shart-e-vasl-e-laila
to istifa mira ba-hasrat-o-yas

Akbar Allahabadi
Akbar Allahabadi
Sherशेर
See all 141 →yahi Thahri jo shart-e-vasl-e-laila
यही ठहरी जो शर्त-ए-वस्ल-ए-लैला
duniya men huun duniya ka talabgar nahin huun
दुनिया में हूँ दुनिया का तलबगार नहीं हूँ
haya se sar jhuka lena ada se muskura dena
हया से सर झुका लेना अदा से मुस्कुरा देना
maz.habi bahs main ne ki hi nahin
मज़हबी बहस मैं ने की ही नहीं
aa.i hogi kisi ko hijr men maut
आई होगी किसी को हिज्र में मौत
naukaron par jo guzarti hai mujhe ma.alum hai
नौकरों पर जो गुज़रती है मुझे मालूम है
Popular Sher & Shayari
282 totalduniya men huun duniya ka talabgar nahin huun
bazar se guzra huun kharidar nahin huun
haya se sar jhuka lena ada se muskura dena
hasinon ko bhi kitna sahl hai bijli gira dena
maz.habi bahs main ne ki hi nahin
faltu aql mujh men thi hi nahin
aa.i hogi kisi ko hijr men maut
mujh ko to niind bhi nahin aati
naukaron par jo guzarti hai mujhe ma.alum hai
bas karam kiije mujhe bekar rahne dijiye
leaderi chaaho to lafz-e-qaum hai mehmaan-navaaz
gap-navison ko aur ahl-e-mez ko raazi karo
dukhtar-e-raz ne uThaa rakkhi hai aafat sar par
khairiyat guzri ki angur ke beTaa na huaa
log kahte hain badaltaa hai zamaana sab ko
mard vo hain jo zamaane ko badal dete hain
shaikh apni rag ko kyaa karein reshe ko kyaa karein
mazhab ke jhagDe chhoDein to peshe ko kyaa karein
jis taraf uTh gai hain aahein hain
chashm-e-bad-dur kyaa nigaahein hain
ham aisi kul kitaabein qaabil-e-zabti samajhte hain
ki jin ko paDh ke laDke baap ko khabti samajhte hain
Ghazalग़ज़ल
fitna uTThe koi yaa ghaat mein dushman baiThe
फ़ित्ना उट्ठे कोई या घात में दुश्मन बैठे
rahaa kartaa hai murgh-e-fahm shaaki
रहा करता है मुर्ग़-ए-फ़ह्म शाकी
muntashir zarron ko yakjaai kaa josh aaya to kyaa
मुंतशिर ज़र्रों को यकजाई का जोश आया तो क्या
jiine mein ye ghaflat fitrat ne kyon tab'-e-bashar mein daakhil ki
जीने में ये ग़फ़्लत फ़ितरत ने क्यों तब'-ए-बशर में दाख़िल की
hasti ke shajar mein jo ye chaaho ki chamak jaao
हस्ती के शजर में जो ये चाहो कि चमक जाओ
duniyaa mein huun duniyaa kaa talabgaar nahin huun
दुनिया में हूँ दुनिया का तलबगार नहीं हूँ





