sirf mausam ke badalne hi pe mauquf nahin — Baqa Baluch
sirf mausam ke badalne hi pe mauquf nahin
dard bhi surat-e-haalaat bataa detaa hai
Urdu
صرف موسم کے بدلنے ہی پہ موقوف نہیں
درد بھی صورت حالات بتا دیتا ہے
Hindi
सिर्फ़ मौसम के बदलने ही पे मौक़ूफ़ नहीं
दर्द भी सूरत-ए-हालात बता देता है
B
Baqa Baluch
Baqa Baluch
poet21 quotes