zindagi se zindagi ruThi rahi
aadmi se aadmi barham raha
Baqa Baluch
Baqa Baluch
Sherशेर
See all 13 →zindagi se zindagi ruThi rahi
ज़िंदगी से ज़िंदगी रूठी रही
garmi-e-shiddat-e-jazbat bata deta hai
गर्मी-ए-शिद्दत-ए-जज़्बात बता देता है
har kuche men armanon ka khuun hua
हर कूचे में अरमानों का ख़ून हुआ
jism apne faani hain jaan apni faani hai faani hai ye duniya bhi
जिस्म अपने फ़ानी हैं जान अपनी फ़ानी है फ़ानी है ये दुनिया भी
log chale hain sahraon ko
लोग चले हैं सहराओं को
dard uTTha tha mire pahlu men
दर्द उट्ठा था मिरे पहलू में
Popular Sher & Shayari
26 totalgarmi-e-shiddat-e-jazbat bata deta hai
dil to bhuli hui har baat bata deta hai
har kuche men armanon ka khuun hua
shahr ke jitne raste hain sab khunin hain
jism apne faani hain jaan apni faani hai faani hai ye duniya bhi
phir bhi faani duniya men javedan to main bhi huun javedan to tum bhi ho
log chale hain sahraon ko
aur nagar sunsan paDa hai
dard uTTha tha mire pahlu men
akhir-e-kar jigar tak pahuncha
garmi-e-shiddat-e-jazbaat bataa detaa hai
dil to bhuli hui har baat bataa detaa hai
jism apne faani hain jaan apni faani hai faani hai ye duniyaa bhi
phir bhi faani duniyaa mein jaavedaan to main bhi huun jaavedaan to tum bhi ho
ek uljhan raat din palti rahi dil mein ki ham
kis nagar ki khaak the kis dasht mein Thahre rahe
main kinaare pe khaDaa huun to koi baat nahin
bahtaa rahtaa hai tiri yaad kaa dariyaa mujh mein
tu khush hai apni duniyaa mein
main tiri yaad mein jaltaa huun
zindagi se zindagi ruThi rahi
aadmi se aadmi barham rahaa
Ghazalग़ज़ल
kam kam rahnaa gham ke surkh jaziron mein
कम कम रहना ग़म के सुर्ख़ जज़ीरों में
jaane kyaa soch ke ghar tak pahunchaa
जाने क्या सोच के घर तक पहुँचा
sabr-o-zabt ki jaanaan daastaan to main bhi huun daastaan to tum bhi ho
सब्र-ओ-ज़ब्त की जानाँ दास्ताँ तो मैं भी हूँ दास्ताँ तो तुम भी हो
kyaa puchhte ho main kaisaa huun
क्या पूछते हो मैं कैसा हूँ
vaade jhuTe qasmein jhuTi
वा'दे झूटे क़स्में झूटी
umr bhar kuchh khvaab dil par dastakein dete rahe
उम्र भर कुछ ख़्वाब दिल पर दस्तकें देते रहे





