tum jab aate ho to jaane ke liye aate ho — Bismil Saeedi
tum jab aate ho to jaane ke liye aate ho
ab jo aa kar tumhein jaanaa ho to aanaa bhi nahin
Urdu
تم جب آتے ہو تو جانے کے لیے آتے ہو
اب جو آ کر تمہیں جانا ہو تو آنا بھی نہیں
Hindi
तुम जब आते हो तो जाने के लिए आते हो
अब जो आ कर तुम्हें जाना हो तो आना भी नहीं

Bismil Saeedi
Bismil Saeedi
poet68 quotes