main ye to nahin kahtaa ki bashar daava-e-khudaai kar baiThe — Firaq Gorakhpuri
main ye to nahin kahtaa ki bashar daava-e-khudaai kar baiThe
phir bhi gham-e-ishq se insaan mein kuchh shaan-e-khudaa aa jaati hai
Urdu
میں یہ تو نہیں کہتا کہ بشر دعوی خدائی کر بیٹھے
پھر بھی غم عشق سے انساں میں کچھ شان خدا آ جاتی ہے
Hindi
मैं ये तो नहीं कहता कि बशर दावा-ए-ख़ुदाई कर बैठे
फिर भी ग़म-ए-इश्क़ से इंसाँ में कुछ शान-ए-ख़ुदा आ जाती है

Firaq Gorakhpuri
Firaq Gorakhpuri
poet251 quotes