SHAWORDS

chaand hain na taare hain aasmaan ke aangan mein — Ishtiyaq Talib

HomeIshtiyaq TalibShayari
chaand hain na taare hain aasmaan ke aangan mein
raqs karte hain shoale ab to shab ke daaman mein
Urdu

چاند ہیں نہ تارے ہیں آسماں کے آنگن میں
رقص کرتے ہیں شعلے اب تو شب کے دامن میں

Hindi

चाँद हैं न तारे हैं आसमाँ के आँगन में
रक़्स करते हैं शोले अब तो शब के दामन में

Ishtiyaq Talib
Ishtiyaq Talib
Ishtiyaq Talib
poet4 quotes