ik mohabbat ki ye tasvir hai do rangon mein — Javed Akhtar
ik mohabbat ki ye tasvir hai do rangon mein
shauq sab meraa hai aur saari hayaa us ki hai
Urdu
اک محبت کی یہ تصویر ہے دو رنگوں میں
شوق سب میرا ہے اور ساری حیا اس کی ہے
Hindi
इक मोहब्बत की ये तस्वीर है दो रंगों में
शौक़ सब मेरा है और सारी हया उस की है

Javed Akhtar
Javed Akhtar
poet99 quotes