muddat se mohabbat ke safar mein huun 'karaamat' — Karamat Bukhari
muddat se mohabbat ke safar mein huun 'karaamat'
lekin abhi chaahat ke nagar tak nahin pahunchaa
Urdu
مدت سے محبت کے سفر میں ہوں کرامتؔ
لیکن ابھی چاہت کے نگر تک نہیں پہنچا
Hindi
मुद्दत से मोहब्बत के सफ़र में हूँ 'करामत'
लेकिन अभी चाहत के नगर तक नहीं पहुँचा

Karamat Bukhari
Karamat Bukhari
poet20 quotes