raat meri aankhon mein kuchh ajiib chehre the — Khushbir Singh Shaad
raat meri aankhon mein kuchh ajiib chehre the
aur kuchh sadaaein thiin khaamushi ke paikar mein
Urdu
رات میری آنکھوں میں کچھ عجیب چہرے تھے
اور کچھ صدائیں تھیں خامشی کے پیکر میں
Hindi
रात मेरी आँखों में कुछ अजीब चेहरे थे
और कुछ सदाएँ थीं ख़ामुशी के पैकर में

Khushbir Singh Shaad
Khushbir Singh Shaad
poet63 quotes