Shayari
raah se dair-o-haram ki hai jo ku-e-yaar mein
hai vahi din-daar gar kuffaar aataa hai nazar
M
Miskeen Shahkhafaa bhi ho ke jo dekhe to sar nisaar karun
agar na dekhe to phir bhi hai ik salaam se kaam
خفا بھی ہو کے جو دیکھے تو سر نثار کروں
اگر نہ دیکھے تو پھر بھی ہے اک سلام سے کام
ख़फ़ा भी हो के जो देखे तो सर निसार करूँ
अगर न देखे तो फिर भी है इक सलाम से काम
raah se dair-o-haram ki hai jo ku-e-yaar mein
hai vahi din-daar gar kuffaar aataa hai nazar
dair se kaaba gae kaaba se maabadgaah mein
khaak bhi paayaa nahin dair-o-haram ki raah mein
baad muddat gardish-e-tasbih se 'miskin' hamein
daana-e-tasbih mein zunnaar aataa hai nazar
chhoD dein dair-o-haram kufr aur islaam ke log
kaaba-e-dil mein jo dekhein mire but-khaana-e-ishq