SHAWORDS

mujh mein aur un mein sabab kyaa jo laDaai hogi — Mohammad Amaan Nisar

mujh mein aur un mein sabab kyaa jo laDaai hogi
ye havaai kisi dushman ne uDaai hogi
Urdu

مجھ میں اور ان میں سبب کیا جو لڑائی ہوگی
یہ ہوائی کسی دشمن نے اڑائی ہوگی

Hindi

मुझ में और उन में सबब क्या जो लड़ाई होगी
ये हवाई किसी दुश्मन ने उड़ाई होगी

M
Mohammad Amaan Nisar
Mohammad Amaan Nisar
poet24 quotes