SHAWORDS

le chalaa phir mujhe dil yaar-e-dil-aazaar ke paas — Mubarak Azimabadi

le chalaa phir mujhe dil yaar-e-dil-aazaar ke paas
ab ke chhoD aaungaa zaalim ko sitamgaar ke paas
Urdu

لے چلا پھر مجھے دل یار دل آزار کے پاس
اب کے چھوڑ آؤں گا ظالم کو ستم گار کے پاس

Hindi

ले चला फिर मुझे दिल यार-ए-दिल-आज़ार के पास
अब के छोड़ आऊँगा ज़ालिम को सितमगार के पास

Mubarak Azimabadi
Mubarak Azimabadi
Mubarak Azimabadi
poet110 quotes