azaabon se Tapakti ye chhatein barson chaleingi — Musavvir Sabzwari
azaabon se Tapakti ye chhatein barson chaleingi
abhi se kyuun makin masruf-e-maatam ho gae hain
Urdu
عذابوں سے ٹپکتی یہ چھتیں برسوں چلیں گی
ابھی سے کیوں مکیں مصروف ماتم ہو گئے ہیں
Hindi
अज़ाबों से टपकती ये छतें बरसों चलेंगी
अभी से क्यूँ मकीं मसरूफ़-ए-मातम हो गए हैं

Musavvir Sabzwari
Musavvir Sabzwari
poet91 quotes