aastin us ne jo kuhni tak chaDhaai vaqt-e-subh — Mushafi Ghulam Hamdani
aastin us ne jo kuhni tak chaDhaai vaqt-e-subh
aa rahi saare badan ki be-hijaabi haath mein
Urdu
آستیں اس نے جو کہنی تک چڑھائی وقت صبح
آ رہی سارے بدن کی بے حجابی ہاتھ میں
Hindi
आस्तीं उस ने जो कुहनी तक चढ़ाई वक़्त-ए-सुब्ह
आ रही सारे बदन की बे-हिजाबी हाथ में

Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
poet836 quotes