is ghar ki saari divaarein shishe ki hain — Rasa Chughtai
is ghar ki saari divaarein shishe ki hain
lekin is ghar kaa maalik khud ik patthar hai
Urdu
اس گھر کی ساری دیواریں شیشے کی ہیں
لیکن اس گھر کا مالک خود اک پتھر ہے
Hindi
इस घर की सारी दीवारें शीशे की हैं
लेकिन इस घर का मालिक ख़ुद इक पत्थर है

Rasa Chughtai
Rasa Chughtai
poet39 quotes