yaarab tu us ke dil se sadaa rakhiyo gham ko duur — Raza Azimabadi
yaarab tu us ke dil se sadaa rakhiyo gham ko duur
jis ne kisi ke dil ko kabhi shaadmaan kiyaa
Urdu
یا رب تو اس کے دل سے سدا رکھیو غم کو دور
جس نے کسی کے دل کو کبھی شادماں کیا
Hindi
यारब तू उस के दिल से सदा रखियो ग़म को दूर
जिस ने किसी के दिल को कभी शादमाँ किया

Raza Azimabadi
Raza Azimabadi
poet32 quotes