kisi ne ham ko ataa nahin ki hamaari gardish hai apni gardish — Riyaz Latif
kisi ne ham ko ataa nahin ki hamaari gardish hai apni gardish
khud apni marzi se is jahaan ki ragon mein girdaab ham hue hain
Urdu
کسی نے ہم کو عطا نہیں کی ہماری گردش ہے اپنی گردش
خود اپنی مرضی سے اس جہاں کی رگوں میں گرداب ہم ہوئے ہیں
Hindi
किसी ने हम को अता नहीं की हमारी गर्दिश है अपनी गर्दिश
ख़ुद अपनी मर्ज़ी से इस जहाँ की रगों में गिर्दाब हम हुए हैं

Riyaz Latif
Riyaz Latif
poet14 quotes