zamin phail ga.i hai hamari ruuh talak
jahan ka shor ab andar suna.i deta hai

Riyaz Latif
Riyaz Latif
Sherशेर
See all 7 →zamin phail ga.i hai hamari ruuh talak
ज़मीन फैल गई है हमारी रूह तलक
yahin par khatm honi chahiye thi ek duniya
यहीं पर ख़त्म होनी चाहिए थी एक दुनिया
kabhi to manzaron ke is tilism se ubhar sakun
कभी तो मंज़रों के इस तिलिस्म से उभर सकूँ
kisi ne ham ko ata nahin ki hamari gardish hai apni gardish
किसी ने हम को अता नहीं की हमारी गर्दिश है अपनी गर्दिश
baad men rakhe sarabon ke dayaron men qadam
बाद में रखे सराबों के दयारों में क़दम
bas lahu ki buund thi ehsas men
बस लहू की बूँद थी एहसास में
Popular Sher & Shayari
14 totalyahin par khatm honi chahiye thi ek duniya
yahin se baat ka aghaz hona chahiye tha
kabhi to manzaron ke is tilism se ubhar sakun
khaDa huun dil ki sat.h par khud apne intizar men
kisi ne ham ko ata nahin ki hamari gardish hai apni gardish
khud apni marzi se is jahan ki ragon men girdab ham hue hain
baad men rakhe sarabon ke dayaron men qadam
pahle vo saans ki sarhad pe to aa kar dekhe
bas lahu ki buund thi ehsas men
phir ugaya dasht ne ik sar naya
kabhi to manzaron ke is tilism se ubhar sakun
khaDaa huun dil ki sath par khud apne intizaar mein
kisi ne ham ko ataa nahin ki hamaari gardish hai apni gardish
khud apni marzi se is jahaan ki ragon mein girdaab ham hue hain
bas lahu ki buund thi ehsaas mein
phir ugaayaa dasht ne ik sar nayaa
khudaa ki khamoshi mein shaayad ho us kaa vajud
zamaana huaa naam apnaa pukaare hue
zamin phail gai hai hamaari ruuh talak
jahaan kaa shor ab andar sunaai detaa hai
yahin par khatm honi chaahiye thi ek duniyaa
yahin se baat kaa aaghaaz honaa chaahiye thaa
Ghazalग़ज़ल
tamaam khaliyon mein aksar sunaai detaa hai
तमाम ख़लियों में अक्सर सुनाई देता है
duniyaa se pare jism ke is baab mein aae
दुनिया से परे जिस्म के इस बाब में आए
le jaaun kahin un ko badan paar hi rakkhun
ले जाऊँ कहीं उन को बदन पार ही रक्खूँ
badan ke gumbad-e-khasta ko saaf kyaa kartaa
बदन के गुम्बद-ए-ख़स्ता को साफ़ क्या करता
taakhir aa paDi jo badan ke zuhur mein
ताख़ीर आ पड़ी जो बदन के ज़ुहूर में
hisaar ke sabhi nizaam gard gard ho gae
हिसार के सभी निज़ाम गर्द गर्द हो गए





