Shayari
havaa ki zad mein patte ki tarah thaa
vo ik zakhmi parinde ki tarah thaa
aag bhi barsi darakhton par vahin
kaal basti mein jahaan paani kaa thaa
آگ بھی برسی درختوں پر وہیں
کال بستی میں جہاں پانی کا تھا
आग भी बरसी दरख़्तों पर वहीं
काल बस्ती में जहाँ पानी का था

havaa ki zad mein patte ki tarah thaa
vo ik zakhmi parinde ki tarah thaa
an-kahi kah an-suni baatein sunaa
rah gayaa jo kuchh bhi sochaa soch le
zard patte mein koi nuqta-e-sabz
apne hone kaa pataa kaafi hai
baaton mein hai us ki zahr thoDaa
thoDaa saa mazaa sharaab jaisaa
use pataa hai ki rukti nahin hai chhaanv kabhi
to phir vo abr ko kyuun saaebaan samajhtaa hai
vahm o khirad ke maare hain shaayad sab log
dekh rahaa huun shishe ke ghar chaaron or