jahaan pe khatm huaa karti hain khirad ki hadein — Sandeep Gupte
jahaan pe khatm huaa karti hain khirad ki hadein
vahin se asl mein hotaa hai dil kaa kaam shuru'
Urdu
جہاں پہ ختم ہوا کرتی ہیں خرد کی حدیں
وہیں سے اصل میں ہوتا ہے دل کا کام شروع
Hindi
जहाँ पे ख़त्म हुआ करती हैं ख़िरद की हदें
वहीं से अस्ल में होता है दिल का काम शुरू'

Sandeep Gupte
Sandeep Gupte
poet21 quotes