vo bhi na aayaa umr-e-guzishta ke misl hi — Sarfaraz Khalid
vo bhi na aayaa umr-e-guzishta ke misl hi
ham bhi khaDe rahe dar-o-divaar ki tarah
Urdu
وہ بھی نہ آیا عمر گزشتہ کے مثل ہی
ہم بھی کھڑے رہے در و دیوار کی طرح
Hindi
वो भी न आया उम्र-ए-गुज़िश्ता के मिस्ल ही
हम भी खड़े रहे दर-ओ-दीवार की तरह

Sarfaraz Khalid
Sarfaraz Khalid
poet52 quotes