ujDe hain kai shahar, to ye shahar basaa hai — Sarshar Siddiqui
ujDe hain kai shahar, to ye shahar basaa hai
ye shahar bhi chhoDaa to kidhar jaaoge logo
Urdu
اجڑے ہیں کئی شہر، تو یہ شہر بسا ہے
یہ شہر بھی چھوڑا تو کدھر جاؤ گے لوگو
Hindi
उजड़े हैं कई शहर, तो ये शहर बसा है
ये शहर भी छोड़ा तो किधर जाओगे लोगो

Sarshar Siddiqui
Sarshar Siddiqui
poet12 quotes