chaman mein jaa ke ham ne ghaur se auraaq-e-gul dekhe — Shad Azimabadi
chaman mein jaa ke ham ne ghaur se auraaq-e-gul dekhe
tumhaare husn ki sharhein likhi hain in risaalon mein
Urdu
چمن میں جا کے ہم نے غور سے اوراق گل دیکھے
تمہارے حسن کی شرحیں لکھی ہیں ان رسالوں میں
Hindi
चमन में जा के हम ने ग़ौर से औराक़-ए-गुल देखे
तुम्हारे हुस्न की शरहें लिखी हैं इन रिसालों में

Shad Azimabadi
Shad Azimabadi
poet82 quotes