SHAWORDS

kyaa hamsari ki ham se tamannaa kare koi — Siraj Alam Zakhmi

kyaa hamsari ki ham se tamannaa kare koi
ham khud bhi apne qad ke baraabar na ho sake
Urdu

کیا ہمسری کی ہم سے تمنا کرے کوئی
ہم خود بھی اپنے قد کے برابر نہ ہو سکے

Hindi

क्या हमसरी की हम से तमन्ना करे कोई
हम ख़ुद भी अपने क़द के बराबर न हो सके

Siraj Alam Zakhmi
Siraj Alam Zakhmi
Siraj Alam Zakhmi
poet11 quotes