sar-e-mizhgaan ye naale ab bhi aansu ko taraste hain — Unknown
sar-e-mizhgaan ye naale ab bhi aansu ko taraste hain
ye sach hai jo garajte hain vo baadal kam baraste hain
Urdu
سر مژگاں یہ نالے اب بھی آنسو کو ترستے ہیں
یہ سچ ہے جو گرجتے ہیں وہ بادل کم برستے ہیں
Hindi
सर-ए-मिज़्गाँ ये नाले अब भी आँसू को तरसते हैं
ये सच है जो गरजते हैं वो बादल कम बरसते हैं

Unknown
Unknown
poet558 quotes