phuul to phuul hain aankhon se ghire rahte hain — Waseem Barelvi
phuul to phuul hain aankhon se ghire rahte hain
kaanTe be-kaar hifaazat mein lage rahte hain
Urdu
پھول تو پھول ہیں آنکھوں سے گھرے رہتے ہیں
کانٹے بیکار حفاظت میں لگے رہتے ہیں
Hindi
फूल तो फूल हैं आँखों से घिरे रहते हैं
काँटे बे-कार हिफ़ाज़त में लगे रहते हैं

Waseem Barelvi
Waseem Barelvi
poet109 quotes