Sher
"ji men aata hai mai-kashi kiije taak kar koi saya-dar darakht"
M
Munawar Khan Ghafil"satana qatl karna phir jalana vo be-ta.alim kya kya jante hain"
ستانا قتل کرنا پھر جلانا وہ بے تعلیم کیا کیا جانتے ہیں
सताना क़त्ल करना फिर जलाना वो बे-तालीम क्या क्या जानते हैं
"ji men aata hai mai-kashi kiije taak kar koi saya-dar darakht"
"agar uryani-e-majnun pe aata rahm laila ko bana deti qaba vo chaak kar ke parda mahmil ka"
"nikla na dagh-e-dil se hamara to koi kaam na vo charagh-e-dair na sham-e-haram hua"
"ba.ad marne ke miri qabr pe aaya 'ghafil' yaad aa.i mire iisa ko dava mere ba.ad"
"jite-ji qadr bashar ki nahin hoti sahab yaad aa.egi tumhen meri vafa mere ba.ad"
"vasl men bhi nahin majal-e-sukhan is rasa.i pe na-rasa hain ham"