Sher
dil bhi rakhta huun kuchh tamanna bhi
muntazir huun tire isharon ka
A
Abdullah ZakirAbdullah Zakir
dil bhi rakhta huun kuchh tamanna bhi
muntazir huun tire isharon ka
qayamat bapa hai qayamat bapa
javan ho ga.e vo javan ho ga.e
ham ek the ki liye lutf ghuncha o gul se
vo ek the ki maze ashiyan jala ke liye
salamat raho tum bura karne vaalo
bura kar rahe ho bhala ho raha hai
qayaamat bapaa hai qayaamat bapaa
javaan ho gae vo javaan ho gae
salaamat raho tum buraa karne vaalo
buraa kar rahe ho bhalaa ho rahaa hai
dil bhi rakhtaa huun kuchh tamannaa bhi
muntazir huun tire ishaaron kaa
ham ek the ki liye lutf ghuncha o gul se
vo ek the ki maze aashiyaan jalaa ke liye