Sher
ghar ghair ke jo yaar mira raat se gaya
ji siine se nikal gaya dil haat se gaya

Aftab Shah Alam Sani
ghar ghair ke jo yaar mira raat se gaya
ji siine se nikal gaya dil haat se gaya
ya saal o maah tha tu mire saath ya to ab
barson men ek din ki mulaqat se gaya
ghar ghair ke jo yaar miraa raat se gayaa
ji siine se nikal gayaa dil haat se gayaa
yaa saal o maah thaa tu mire saath yaa to ab
barson mein ek din ki mulaaqaat se gayaa
jab vo nazrein do-chaar hoti hain
जब वो नज़रें दो-चार होती हैं
mere gale se aan ke pyaaraa jo phir lage
मेरे गले से आन के प्यारा जो फिर लगे
kal kaa vaada na karo dil miraa bekal na karo
कल का वादा न करो दिल मिरा बेकल न करो
ghar ghair ke jo yaar miraa raat se gayaa
घर ग़ैर के जो यार मिरा रात से गया
paataa nahin huun aur kisi kaam se lazzat
पाता नहीं हूँ और किसी काम से लज़्ज़त
dekho to kis adaa se rukh par hain Daali zulfein
देखो तो किस अदा से रुख़ पर हैं डाली ज़ुल्फ़ें