khamosh ankhen udaas chehra ye bikhri zulfen bujha bujha man
ki ziist jaise hui hai beva utaar Daale tamam gahne

Afzal Ali Afzal
Afzal Ali Afzal
Sherशेर
See all 10 →khamosh ankhen udaas chehra ye bikhri zulfen bujha bujha man
ख़ामोश आँखें उदास चेहरा ये बिखरी ज़ुल्फ़ें बुझा बुझा मन
aisi hain qurbaten ki mujhi men basa hai vo
ऐसी हैं क़ुर्बतें कि मुझी में बसा है वो
ye tiri marzi hai ab chaak ghuma ya na ghuma
ये तिरी मर्ज़ी है अब चाक घुमा या न घुमा
be-khabar road pe in bhagte bachchon ko main
बे-ख़बर रोड पे इन भागते बच्चों को मैं
samajh aata hai ham ko dukh baDon ka
समझ आता है हम को दुख बड़ों का
raton ki niind ek pari-zad le uDi
रातों की नींद एक परी-ज़ाद ले उड़ी
Popular Sher & Shayari
20 totalaisi hain qurbaten ki mujhi men basa hai vo
aise hain fasle ki nahin rabta nasib
ye tiri marzi hai ab chaak ghuma ya na ghuma
khud ko miTTi ki tarah saunp diya hai main ne
be-khabar road pe in bhagte bachchon ko main
kitni hasrat se thakan oDhe hue dekhta huun
samajh aata hai ham ko dukh baDon ka
ham apne ghar ke bachchon men baDe hain
raton ki niind ek pari-zad le uDi
din ka sukun fikr-e-ma.ishat men kho gaya
khaamosh aankhein udaas chehra ye bikhri zulfein bujhaa bujhaa man
ki ziist jaise hui hai beva utaar Daale tamaam gahne
samajh aataa hai ham ko dukh baDon kaa
ham apne ghar ke bachchon mein baDe hain
raaton ki niind ek pari-zaad le uDi
din kaa sukun fikr-e-maishat mein kho gayaa
aisi hain qurbatein ki mujhi mein basaa hai vo
aise hain faasle ki nahin raabta nasib
chumaa thaa ek din kisi gul ki jabin ko
lahje se aaj tak mire khushbu nahin gai
kuchh to karein ki dil ye kahin aur jaa lage
kuchh der ke liye sahi aankhon ko chain ho
Ghazalग़ज़ल
kaun hai bach gayaa jo ulfat se
कौन है बच गया जो उल्फ़त से
saath thaa itnaa bas aur bas
साथ था इतना बस और बस
zakhm siite hue muskuraate hue
ज़ख़्म सीते हुए मुस्कुराते हुए
jald-az-jald bichhaD jaaun duaa de mujh ko
जल्द-अज़-जल्द बिछड़ जाऊँ दुआ दे मुझ को
aap kahte hain ki be-kaar lahu rote hain
आप कहते हैं कि बे-कार लहू रोते हैं
hai khvaahish miri ye pukaaro kabhi tum
है ख़्वाहिश मिरी ये पुकारो कभी तुम





