chalo is shahr men ik khub-surat ghar banate hain
hai kaun apna 'adavat hai kise ye azmate hain

Ahteramulhaque Siddiqui Sharar
Ahteramulhaque Siddiqui Sharar
Sherशेर
chalo is shahr men ik khub-surat ghar banate hain
चलो इस शहर में इक ख़ूबसूरत घर बनाते हैं
uTho rahat-kadon men sone vaalo kuchh karo varna
उठो राहत-कदों में सोने वालो कुछ करो वर्ना
marhale yuun tai kiye tahqir ne namus tak
मरहले यूँ तय किए तहक़ीर ने नामूस तक
aghaz lafz-e-kun hai to anjam nafkh-e-sur
आग़ाज़ लफ़्ज़-ए-कुन है तो अंजाम नफ़्ख़-ए-सूर
Popular Sher & Shayari
8 totaluTho rahat-kadon men sone vaalo kuchh karo varna
bahut ro.o.ge jab uD ja.egi dinar ki khushbu
marhale yuun tai kiye tahqir ne namus tak
jaise kachchi taaq se ik raushni fanus tak
aghaz lafz-e-kun hai to anjam nafkh-e-sur
duniya ki zeb-o-zinat-o-jah-o-jalal kya
chalo is shahr mein ik khub-surat ghar banaate hain
hai kaun apnaa 'adaavat hai kise ye aazmaate hain
uTho raahat-kadon mein sone vaalo kuchh karo varna
bahut rooge jab uD jaaegi dinaar ki khushbu
marhale yuun tai kiye tahqir ne naamus tak
jaise kachchi taaq se ik raushni faanus tak
aaghaaz lafz-e-kun hai to anjaam nafkh-e-sur
duniyaa ki zeb-o-zinat-o-jaah-o-jalaal kyaa
Ghazalग़ज़ल
shab ke sannaaTon se jab ghabraa gai khaali saDak
शब के सन्नाटों से जब घबरा गई ख़ाली सड़क
har samt qahqahon ki ramaq chhoD jaaungaa
हर सम्त क़हक़हों की रमक़ छोड़ जाऊँगा
vaa'da kar ke har vaa'de ko vaa'don par mat Taalaa kar
वा'दा कर के हर वा'दे को वा'दों पर मत टाला कर
main ne jise shu'ur diyaa mohtaram kiyaa
मैं ने जिसे शु'ऊर दिया मोहतरम किया
bilaa-sabab jhiDkiyaan sunaa kar mizaaj ke bal nikaalti hain
बिला-सबब झिड़कियाँ सुना कर मिज़ाज के बल निकालती हैं
ta'alluq ko ghalat-andaaz mat de
त'अल्लुक़ को ग़लत-अंदाज़ मत दे





