Sher
chhalak rahi hai udasi badan ke bartan se
ye bhar gaya hai mujhe dusra diya jaa.e

Asim Qamar
mazaaq mat uDaaiye libaas kaa
मज़ाक़ मत उड़ाइए लिबास का
azal-taa-haal muqayyad si ik hayaat mein huun
अज़ल-ता-हाल मुक़य्यद सी इक हयात में हूँ
ghar ke pahlu mein khaDaa thaa jo shajar khatm huaa
घर के पहलू में खड़ा था जो शजर ख़त्म हुआ
us musaafir ke hare lafz asar-daar hue
उस मुसाफ़िर के हरे लफ़्ज़ असर-दार हुए
ek din raat ke girye kaa latifa honaa
एक दिन रात के गिर्ये का लतीफ़ा होना
anaa pe zulm kiyaa hai mujhe nadaamat hai
अना पे ज़ुल्म किया है मुझे नदामत है