Sher
ye bachpan ke sathi ki hai qabr 'sahil'
jo sab ko rula kar yahan so raha hai

Azimuddin Sahil Kalamnoori
ye bachpan ke sathi ki hai qabr 'sahil'
jo sab ko rula kar yahan so raha hai
parinde bhi hamd-o-sana kar rahe hain
magar tu ba-vaqt-e-azan so raha hai
ye bachpan ke saathi ki hai qabr 'saahil'
jo sab ko rulaa kar yahaan so rahaa hai
parinde bhi hamd-o-sanaa kar rahe hain
magar tu ba-vaqt-e-azaan so rahaa hai
kyon mire saath hi aksar ye huaa kartaa hai
क्यों मिरे साथ ही अक्सर ये हुआ करता है
ghar ki khiDki mein sar-e-shaam diyaa rakhtaa hai
घर की खिड़की में सर-ए-शाम दिया रखता है
khul kar na sar-e-aam ho izhaar bhale hi
खुल कर न सर-ए-आम हो इज़हार भले ही
jhagDon kaa qatl-o-khun kaa haibat kaa silsila
झगड़ों का क़त्ल-ओ-ख़ून का हैबत का सिलसिला
taaqat nahin hai tere paron mein uDaan ki
ताक़त नहीं है तेरे परों में उड़ान की
urdu kaa namak jo khaate hain urdu pe guzaaraa karte hain
उर्दू का नमक जो खाते हैं उर्दू पे गुज़ारा करते हैं