Sher
mujhe un se hai jo mohabbat ai 'basir'
unhen dekh paane ko ji chahta hai

Basir Tonki
jahaan mein aise kuchh insaan bhi hain
जहाँ में ऐसे कुछ इंसान भी हैं
khud apne fan mein jo kaamil nahin hai
ख़ुद अपने फ़न में जो कामिल नहीं है
dil mein chhupaa ke dil mein liye jaa rahaa huun main
दिल में छुपा के दिल में लिए जा रहा हूँ मैं
rukh pe zulfon ki jo un ke ye ghaTaa chhaai hai
रुख़ पे ज़ुल्फ़ों की जो उन के ये घटा छाई है
hain naadaan jo bhi insaan un ki naadaani nahin jaati
हैं नादाँ जो भी इंसाँ उन की नादानी नहीं जाती
fart-e-nashaat un ke gham-e-bekaraan mein hai
फ़र्त-ए-नशात उन के ग़म-ए-बेकराँ में है