Sher
sunte hain ek 'faiz' gharib-ud-dayar tha
haq maghfirat kare ki qaza ho gaya vo shakhs

Faiz Tabassum Tonsvi
mumkin hai phir talaafi-e-maafaat ho na ho
मुमकिन है फिर तलाफ़ी-ए-माफ़ात हो न हो
mausam achchhaa hai rut suhaani hai
मौसम अच्छा है रुत सुहानी है
har taraf jalva-e-farozaan hai
हर तरफ़ जल्वा-ए-फ़रोज़ाँ है
begaana-e-shuur-e-vafaa ho gayaa vo shakhs
बेगाना-ए-शुऊर-ए-वफ़ा हो गया वो शख़्स
kaif-o-surur qalb ke imkaan hi gae
कैफ़-ओ-सुरूर क़ल्ब के इम्कान ही गए
kucha kucha ghuum ke dekhaa baat to itni jaani hai
कूचा कूचा घूम के देखा बात तो इतनी जानी है