khuub nibhegi ham donon men mere jaisa tu bhi hai
thoDa jhuTa main bhi Thahra thoDa jhuTa tu bhi hai

Faragh Rohvi
Faragh Rohvi
Sherशेर
See all 18 →khuub nibhegi ham donon men mere jaisa tu bhi hai
ख़ूब निभेगी हम दोनों में मेरे जैसा तू भी है
kisi ne raah ka patthar hamin ko Thahraya
किसी ने राह का पत्थर हमीं को ठहराया
ik din vo mere aib ginane laga 'faragh'
इक दिन वो मेरे ऐब गिनाने लगा 'फ़राग़'
tumhara chehra tumhen hu-ba-hu dikha.unga
तुम्हारा चेहरा तुम्हें हू-ब-हू दिखाऊँगा
hamare tan pe koi qimti qaba na sahi
हमारे तन पे कोई क़ीमती क़बा न सही
mujh men hai yahi aib ki auron ki tarah main
मुझ में है यही ऐब कि औरों की तरह मैं
Popular Sher & Shayari
36 totalkisi ne raah ka patthar hamin ko Thahraya
ye aur baat ki phir a.ina hamin Thahre
ik din vo mere aib ginane laga 'faragh'
jab khud hi thak gaya to mujhe sochna paDa
tumhara chehra tumhen hu-ba-hu dikha.unga
main aa.ina huun mira e'tibar tum bhi karo
hamare tan pe koi qimti qaba na sahi
ghazal ko apni magar khush-libas rakhte hain
mujh men hai yahi aib ki auron ki tarah main
chehre pe kabhi dusra chehra nahin rakhta
usi taraf hai zamaana bhi aaj mahv-e-safar
'faraagh' main ne jidhar se guzarnaa chaahaa thaa
ham se tahzib kaa daaman nahin chhoDaa jaataa
dasht-e-vahshat mein bhi aadaab liye phirte hain
mujh mein hai yahi aib ki auron ki tarah main
chehre pe kabhi dusraa chehraa nahin rakhtaa
khuub nibhegi ham donon mein mere jaisaa tu bhi hai
thoDaa jhuTaa main bhi Thahraa thoDaa jhuTaa tu bhi hai
kisi ne raah kaa patthar hamin ko Thahraayaa
ye aur baat ki phir aaina hamin Thahre
yaaro hudud-e-gham se guzarne lagaa huun main
mujh ko sameT lo ki bikharne lagaa huun main
Ghazalग़ज़ल
kabhi na sochaa thaa main ne uDaan bharte hue
कभी न सोचा था मैं ने उड़ान भरते हुए
labon ke saamne khaali gilass rakhte hain
लबों के सामने ख़ाली गिलास रखते हैं
kahin suraj kahin zarra chamaktaa hai
कहीं सूरज कहीं ज़र्रा चमकता है
kabhi harif kabhi ham-navaa hamin Thahre
कभी हरीफ़ कभी हम-नवा हमीं ठहरे
yaaro hudud-e-gham se guzarne lagaa huun main
यारो हुदूद-ए-ग़म से गुज़रने लगा हूँ मैं
main ek buund samundar huaa to kaise huaa
मैं एक बूँद समुंदर हुआ तो कैसे हुआ





