bachpan se len-den tha us ki sarisht men
baton men karobar se aage na ja saka

Farhat Zahid
Farhat Zahid
Sherशेर
See all 23 →bachpan se len-den tha us ki sarisht men
बचपन से लेन-देन था उस की सरिश्त में
main bhi na thi kalam men itni farakh-dil
मैं भी न थी कलाम में इतनी फ़राख़-दिल
ye chand mujh ko hi tak raha hai
ये चाँद मुझ को ही तक रहा है
jis badal ne sukh barsaya jis chhanv men priit mili
जिस बादल ने सुख बरसाया जिस छाँव में प्रीत मिली
main kisi ke saath huun aur vo kisi ke saath hai
मैं किसी के साथ हूँ और वो किसी के साथ है
vo aa.e to rang sanvarne lagte hain
वो आए तो रंग सँवरने लगते हैं
Popular Sher & Shayari
46 totalmain bhi na thi kalam men itni farakh-dil
kuchh vo bhi ikhtisar se aage na ja saka
ye chand mujh ko hi tak raha hai
tumhen hamesha ye shak raha hai
jis badal ne sukh barsaya jis chhanv men priit mili
ankhen khol ke dekha to vo sab mausam lamhati the
main kisi ke saath huun aur vo kisi ke saath hai
ik musalsal hadisa ye zindagi ke saath hai
vo aa.e to rang sanvarne lagte hain
jaise bichhDa yaar bhi koi mausam hai
khizaan ke aakhiri din the vo khushbu maangne aayaa
miraa daaman hi khaali thaa main us ko phuul kyaa deti
maan ban chuki huun main bhi magar us se kyaa kahun
jo apni maan ke pyaar se aage na jaa sakaa
ajiib rut hai ye hijr-o-visaal se aage
kamaal hone lagaa hai kamaal se aage
alfaaz na aavaaz na hamraaz na dam-saaz
ye kaise doraahe pe main khaamosh khaDi huun
vo aae to rang sanvarne lagte hain
jaise bichhDaa yaar bhi koi mausam hai
aurat huun magar surat-e-kohsaar khaDi huun
ik sach ke tahaffuz ke liye sab se laDi huun
Ghazalग़ज़ल
thakan se chuur hain aur gard se aTe hain ham
थकन से चूर हैं और गर्द से अटे हैं हम
khvaab uThaa kar taaq pe rakkhe main ne bhi
ख़्वाब उठा कर ताक़ पे रक्खे मैं ने भी
ye kaise moD pe ik mehrbaan chhoD gayaa
ये कैसे मोड़ पे इक मेहरबान छोड़ गया
khulti hui muTThi mein aansu hai ki taaraa hai
खुलती हुई मुट्ठी में आँसू है कि तारा है
aanch to diye ki thi sardiyon ki shaamon mein
आँच तो दिए की थी सर्दियों की शामों में
jazbon ki har ek kali andhi nikli
जज़्बों की हर एक कली अंधी निकली





