Sher
jise tum chaah kar bhi paar hargiz kar nahin paa.e
men TuTi-phuTi kashti se vo dariya paar karta tha

Farrukh Nawaz Farrukh
jise tum chaah kar bhi paar hargiz kar nahin paa.e
men TuTi-phuTi kashti se vo dariya paar karta tha
ghazal likh kar tiri divar par laTka ke jab aata
to saari raat phir girya dar-o-divar karta tha
ghazal likh kar tiri divaar par laTkaa ke jab aataa
to saari raat phir girya dar-o-divaar kartaa thaa
jise tum chaah kar bhi paar hargiz kar nahin paae
mein TuTi-phuTi kashti se vo dariyaa paar kartaa thaa
jab mohabbat ki koi nazm sunaai main ne
जब मोहब्बत की कोई नज़्म सुनाई मैं ने
dil kaa daftar jalaa ke dekhaa hai
दिल का दफ़्तर जला के देखा है
nahin hai paas magar tu dikhaai detaa hai
नहीं है पास मगर तू दिखाई देता है
band muTThi se nikal jaate ho had karte ho
बंद मुट्ठी से निकल जाते हो हद करते हो