ham is khatir tiri tasvir ka hissa nahin the
tire manzar men aa jaa.e na virani hamari

Hammad Niyazi
Hammad Niyazi
Sherशेर
See all 20 →ham is khatir tiri tasvir ka hissa nahin the
हम इस ख़ातिर तिरी तस्वीर का हिस्सा नहीं थे
main apne baap ke siine se phuul chunta huun
मैं अपने बाप के सीने से फूल चुनता हूँ
akhiri baar main kab us se mila yaad nahin
आख़िरी बार मैं कब उस से मिला याद नहीं
vo peD jis ki chhanv men kaTi thi umr gaanv men
वो पेड़ जिस की छाँव में कटी थी उम्र गाँव में
sub.h savere nange paanv ghaas pe chalna aisa hai
सुब्ह सवेरे नंगे पाँव घास पे चलना ऐसा है
bhula diya bhi agar jaa.e sarsari kiya jaa.e
भुला दिया भी अगर जाए सरसरी किया जाए
Popular Sher & Shayari
40 totalmain apne baap ke siine se phuul chunta huun
so jab bhi saans thami baagh men Tahal aaya
akhiri baar main kab us se mila yaad nahin
bas yahi yaad hai ik shaam bahut bhari thi
vo peD jis ki chhanv men kaTi thi umr gaanv men
main chuum chuum thak gaya magar ye dil bhara nahin
sub.h savere nange paanv ghaas pe chalna aisa hai
jaise baap ka pahla bosa qurbat jaise maaon ki
bhula diya bhi agar jaa.e sarsari kiya jaa.e
mutale.a miri vahshat ka lazmi kiya jaa.e
kachchi qabron par saji khushbu ki bikhri laash par
khaamushi ne ik nae andaaz mein taqrir ki
haar diyaa hai ujlat mein
khud ko kis aasaani se
main apne baap ke siine se phuul chuntaa huun
so jab bhi saans thami baagh mein Tahal aayaa
dikhaai dene lagi thi khushbu
main phuul aankhon pe mal rahaa thaa
vo peD jis ki chhaanv mein kaTi thi umr gaanv mein
main chuum chuum thak gayaa magar ye dil bharaa nahin
bas ek lamha tire vasl kaa mayassar ho
aur us visaal ke lamhe ko daaimi kiyaa jaae
Ghazalग़ज़ल
vo nigah jab mujhe pukaarti thi
वो निगह जब मुझे पुकारती थी
bhulaa diyaa bhi agar jaae sarsari kiyaa jaae
भुला दिया भी अगर जाए सरसरी किया जाए
yaqin ki saltanat thi aur sultaani hamaari
यक़ीं की सल्तनत थी और सुल्तानी हमारी
hamaare bas mein kyaa hai aur hamaare bas mein kyaa nahin
हमारे बस में क्या है और हमारे बस में क्या नहीं
jab munDeron pe parindon ki kumak jaari thi
जब मुंडेरों पे परिंदों की कुमक जारी थी
gali kaa manzar badal rahaa thaa
गली का मंज़र बदल रहा था





