Sher
toD kar nikle qafas to gum thi rah-e-ashiyan
vo amal tadbir ka tha ye amal taqdir ka

Hanson Rehani
toD kar nikle qafas to gum thi rah-e-ashiyan
vo amal tadbir ka tha ye amal taqdir ka
har zarra hai jamal ki duniya liye hue
insan agar ho dida-e-bina liye hue
gham ki takmil ka saman hua hai paida
la.iq-e-fakhr miri be-sar-o-samani hai
toD kar nikle qafas to gum thi raah-e-aashiyaan
vo amal tadbir kaa thaa ye amal taqdir kaa
gham ki takmil kaa saamaan huaa hai paidaa
laaiq-e-fakhr miri be-sar-o-saamaani hai
har zarra hai jamaal ki duniyaa liye hue
insaan agar ho dida-e-binaa liye hue
daagh-e-dil aur itnaa taabaan
दाग़-ए-दिल और इतना ताबाँ
baar-baar jiite hain baar-baar marte hain
बार-बार जीते हैं बार-बार मरते हैं
rang ye hai ab hamaare 'ishq ki taasir kaa
रंग ये है अब हमारे 'इश्क़ की तासीर का
har zarra hai jamaal ki duniyaa liye hue
हर ज़र्रा है जमाल की दुनिया लिए हुए
aaj saudaa-e-mohabbat ki ye arzaani hai
आज सौदा-ए-मोहब्बत की ये अर्ज़ानी है
is darja hai jahaan mein shu'ur-e-baqaa mujhe
इस दर्जा है जहाँ में शु'ऊर-ए-बक़ा मुझे