ulfat ki thiin dalil tiri bad-gumaniyan
ab bad-guman main huun ki tu bad-guman nahin

Jagdish Sahay Saxena
Jagdish Sahay Saxena
Sherशेर
ulfat ki thiin dalil tiri bad-gumaniyan
उल्फ़त की थीं दलील तिरी बद-गुमानियाँ
hujum-e-ranj-o-gham ne is qadar mujh ko rulaya hai
हुजूम-ए-रंज-ओ-ग़म ने इस क़दर मुझ को रुलाया है
ranj o alam ka lutf uThane ke vaste
रंज ओ अलम का लुत्फ़ उठाने के वास्ते
hui thi ik khata sarzad so us ko muddaten guzrin
हुई थी इक ख़ता सरज़द सो उस को मुद्दतें गुज़रीं
hai ye taqdir ki khubi ki nigah-e-mushtaq
है ये तक़दीर की ख़ूबी कि निगाह-ए-मुश्ताक़
Popular Sher & Shayari
10 totalhujum-e-ranj-o-gham ne is qadar mujh ko rulaya hai
ki ab rahat ki surat mujh se pahchani nahin jaati
ranj o alam ka lutf uThane ke vaste
rahat se bhi nibah kiye ja raha huun main
hui thi ik khata sarzad so us ko muddaten guzrin
magar ab tak mire dil se pashemani nahin jaati
hai ye taqdir ki khubi ki nigah-e-mushtaq
parda ban jaa.e agar parda-nashin tak pahunche
ranj o alam kaa lutf uThaane ke vaaste
raahat se bhi nibaah kiye jaa rahaa huun main
hui thi ik khataa sarzad so us ko muddatein guzrin
magar ab tak mire dil se pashemaani nahin jaati
hai ye taqdir ki khubi ki nigaah-e-mushtaaq
pardaa ban jaae agar parda-nashin tak pahunche
ulfat ki thiin dalil tiri bad-gumaaniyaan
ab bad-gumaan main huun ki tu bad-gumaan nahin
hujum-e-ranj-o-gham ne is qadar mujh ko rulaayaa hai
ki ab raahat ki surat mujh se pahchaani nahin jaati
Ghazalग़ज़ल
tu bhi vahaan nahin mohabbat jahaan nahin
तू भी वहाँ नहीं मोहब्बत जहाँ नहीं
ehsaan hai go teraa sitam uTh nahin saktaa
एहसान है गो तेरा सितम उठ नहीं सकता
ishq ke eajaaz se taskin kaa saamaan ho gaiin
इश्क़ के ए'जाज़ से तस्कीं का सामाँ हो गईं
fart-e-alam se aah kiye jaa rahaa huun main
फ़र्त-ए-अलम से आह किए जा रहा हूँ मैं
ahl-e-duniyaa ne sikhaayaa mujhe hairaan honaa
अह्ल-ए-दुनिया ने सिखाया मुझे हैराँ होना
tire maikhaane mein aise bahut mai-khvaar baiThe hain
तिरे मयख़ाने में ऐसे बहुत मय-ख़्वार बैठे हैं





