koi to aa.e suna.e naved-e-taza mujhe
uTho ki hashr se pahle hisab hone laga

Khalid Karrar
Khalid Karrar
Sherशेर
koi to aa.e suna.e naved-e-taza mujhe
कोई तो आए सुनाए नवेद-ए-ताज़ा मुझे
safar rasta sa.ubat khvab sahra
सफ़र रस्ता सऊबत ख़्वाब सहरा
sach to ye hai ki mire paas hi dirham kam hain
सच तो ये है कि मिरे पास ही दिरहम कम हैं
baat ye hai ki sabhi bhaa.i mire dushman hain
बात ये है कि सभी भाई मिरे दुश्मन हैं
kalisa maulvi rahib pujari
कलीसा मौलवी राहिब पुजारी
phir is ke baad miri raat be-misal hui
फिर इस के बाद मिरी रात बे-मिसाल हुई
Popular Sher & Shayari
12 totalsafar rasta sa.ubat khvab sahra
samundar vahima khunab sahra
sach to ye hai ki mire paas hi dirham kam hain
varna is shahr men is darja girani bhi nahin
baat ye hai ki sabhi bhaa.i mire dushman hain
mas.ala ye hai ki main yusuf-e-sani bhi nahin
kalisa maulvi rahib pujari
kalas minar but mehrab sahra
phir is ke baad miri raat be-misal hui
udhar vo shola-badan tha idhar main paani tha
phir is ke baad miri raat be-misaal hui
udhar vo shola-badan thaa idhar main paani thaa
baat ye hai ki sabhi bhaai mire dushman hain
masala ye hai ki main yusuf-e-saani bhi nahin
koi to aae sunaae naved-e-taaza mujhe
uTho ki hashr se pahle hisaab hone lagaa
sach to ye hai ki mire paas hi dirham kam hain
varna is shahr mein is darja giraani bhi nahin
safar rasta saubat khvaab sahraa
samundar vaahima khunaab sahraa
kalisaa maulvi raahib pujaari
kalas minaar but mehraab sahraa
Ghazalग़ज़ल
dasht hai kaun-o-makaan aur laa-makaan
दश्त है कौन-ओ-मकाँ और ला-मकाँ
ravaan hai mauj-e-fanaa jism o jaan utaar mujhe
रवाँ है मौज-ए-फ़ना जिस्म ओ जाँ उतार मुझे
vurud-e-jism thaa jaan kaa azaab hone lagaa
वुरूद-ए-जिस्म था जाँ का अज़ाब होने लगा
baat ye hai ki koi baat puraani bhi nahin
बात ये है कि कोई बात पुरानी भी नहीं
kisi ke khvaab ko ehsaas se baandhaa huaa hai
किसी के ख़्वाब को एहसास से बाँधा हुआ है
hai mol-bhaao mein baazaar mein hai saath mire
है मोल-भाव में बाज़ार में है साथ मिरे





