Sher
ham se kaha gaya tha ki raani banengi aap
ya'ni ki khud ko pahle hi raaja kaha gaya

Madhavi Shankar
ham se kaha gaya tha ki raani banengi aap
ya'ni ki khud ko pahle hi raaja kaha gaya
masiha maan baiTha hai vo khud ko
use kuchh zakhm kya dikhla diye hain
masihaa maan baiThaa hai vo khud ko
use kuchh zakhm kyaa dikhlaa diye hain
ham se kahaa gayaa thaa ki raani baneingi aap
yaa'ni ki khud ko pahle hi raajaa kahaa gayaa
aadhe-adhure khvaab rakhein hain aankhon ki almaari mein
आधे-अधूरे ख़्वाब रखें हैं आँखों की अलमारी में
jazbe tamaam dil ke hi andar bikhar gae
जज़्बे तमाम दिल के ही अंदर बिखर गए
ye hijr meri zaat pe ehsaan hi to hai
ये हिज्र मेरी ज़ात पे एहसान ही तो है
ham gham-zada hue to tamaasha kahaa gayaa
हम ग़म-ज़दा हुए तो तमाशा कहा गया
masaail sab usi ne hal kiye hain
मसाइल सब उसी ने हल किए हैं
meri baaton mein chhupe saare maani samjhe
मेरी बातों में छुपे सारे मा'नी समझे