sehhat hai maraz qaza shifa hai
allah hakim hai hamara
Meer Kallu Arsh
Meer Kallu Arsh
Sherशेर
See all 10 →sehhat hai maraz qaza shifa hai
सेह्हत है मरज़ क़ज़ा शिफ़ा है
chashm-e-batin men se jab zahir ka parda uTh gaya
चश्म-ए-बातिन में से जब ज़ाहिर का पर्दा उठ गया
kya diya bosa lab-e-shirin ka ho kar tursh-ru
क्या दिया बोसा लब-ए-शीरीं का हो कर तुर्श-रू
ka.aba ka aur khana-e-dil ka ye haal hai
काबा का और ख़ाना-ए-दिल का ये हाल है
toD kar ka.abe ko masjid na banao zahid
तोड़ कर काबे को मस्जिद न बनाओ ज़ाहिद
gale men apne pahna hai jo tu ne ai but-e-kafir
गले में अपने पहना है जो तू ने ऐ बुत-ए-काफ़िर
Popular Sher & Shayari
20 totalchashm-e-batin men se jab zahir ka parda uTh gaya
jo musalman tha vahi hindu nazar aaya mujhe
kya diya bosa lab-e-shirin ka ho kar tursh-ru
munh hua miTha to kya dil apna khaTTa ho gaya
ka.aba ka aur khana-e-dil ka ye haal hai
jaise koi makan ho makan ke javab men
toD kar ka.abe ko masjid na banao zahid
khana-barbad kisi dil hi men kar ghar paida
gale men apne pahna hai jo tu ne ai but-e-kafir
miri tasbih ko hai rashk zunnar-e-barahman par
kyaa ghair kyaa aziiz koi nauhagar na ho
ai jaan yuun nikal ki badan tak khabar na ho
chashm-e-baatin mein se jab zaahir kaa parda uTh gayaa
jo musalmaan thaa vahi hindu nazar aayaa mujhe
kyaa diyaa bosa lab-e-shirin kaa ho kar tursh-ru
munh huaa miThaa to kyaa dil apnaa khaTTaa ho gayaa
kaaba kaa aur khaana-e-dil kaa ye haal hai
jaise koi makaan ho makaan ke javaab mein
gale mein apne pahnaa hai jo tu ne ai but-e-kaafir
miri tasbih ko hai rashk zunnaar-e-barahman par
hasrat-e-did mein aakhir ko dam apnaa ulTaa
parda-e-chashm na us shokh ne apnaa ulTaa
Ghazalग़ज़ल
sun ke furqat chup huaa aisaa ki murdaa ho gayaa
सुन के फ़ुर्क़त चुप हुआ ऐसा कि मुर्दा हो गया
mujh ko masnad pe qalamdaan bakhshaa
मुझ को मसनद पे क़लमदाँ बख़्शा
kaun aaegaa jo tu be-sar-o-saamaan hogaa
कौन आएगा जो तू बे-सर-ओ-सामाँ होगा
kaan mein naala-e-hazaar aaya
कान में नाला-ए-हज़ार आया
vufur-e-zof se dil yaar par nahin aataa
वुफ़ूर-ए-ज़ोफ़ से दिल यार पर नहीं आता
na gul na sarv miyaan-e-bahaar hotaa hai
न गुल न सर्व मियान-ए-बहार होता है





