Sher
jo puure hone se rah ga.e the vo khvab rakkhe hue hain ghar men
yaqin maano purani rut ke gulab rakkhe hue hain ghar men

Mohammad Mubashshir Mayo
jo puure hone se rah ga.e the vo khvab rakkhe hue hain ghar men
yaqin maano purani rut ke gulab rakkhe hue hain ghar men
visal lamhon ka goshvara alag se likkha hai diary men
alag se furqat ki bebasi ke hisab rakkhe hue hain ghar men
jo puure hone se rah gae the vo khvaab rakkhe hue hain ghar mein
yaqin maano puraani rut ke gulaab rakkhe hue hain ghar mein
visaal lamhon kaa goshvaara alag se likkhaa hai diary mein
alag se furqat ki bebasi ke hisaab rakkhe hue hain ghar mein
isi liye tujhe detaa huun daad nafrat ki
इसी लिए तुझे देता हूँ दाद नफ़रत की
jo mujh ko dikhaayaa gayaa taarik ziyaada
जो मुझ को दिखाया गया तारीक ज़ियादा
kisi ki khush-rang guftugu ki miThaas sheron mein Dhal gai hai
किसी की ख़ुश-रंग गुफ़्तुगू की मिठास शे'रों में ढल गई है
jo puure hone se rah gae the vo khvaab rakkhe hue hain ghar mein
जो पूरे होने से रह गए थे वो ख़्वाब रक्खे हुए हैं घर में