jabhi to umr se apni ziyada lagta huun
baDa hai mujh se ka.i saal tajraba mera

Muzaffar Warsi
Muzaffar Warsi
Sherशेर
See all 20 →jabhi to umr se apni ziyada lagta huun
जभी तो उम्र से अपनी ज़ियादा लगता हूँ
zindagi tujh se har ik saans pe samjhauta karun
ज़िंदगी तुझ से हर इक साँस पे समझौता करूँ
vatan ki ret zara eDiyan ragaDne de
वतन की रेत ज़रा एड़ियाँ रगड़ने दे
har shakhs par kiya na karo itna e'timad
हर शख़्स पर किया न करो इतना ए'तिमाद
kuchh na kahne se bhi chhin jaata hai ejaz-e-sukhan
कुछ न कहने से भी छिन जाता है एजाज़-ए-सुख़न
pahle rag rag se miri khuun nichoDa us ne
पहले रग रग से मिरी ख़ून निचोड़ा उस ने
Popular Sher & Shayari
40 totalzindagi tujh se har ik saans pe samjhauta karun
shauq jiine ka hai mujh ko magar itna bhi nahin
vatan ki ret zara eDiyan ragaDne de
mujhe yaqin hai ki paani yahin se niklega
har shakhs par kiya na karo itna e'timad
har saya-dar shai ko shajar mat kaha karo
kuchh na kahne se bhi chhin jaata hai ejaz-e-sukhan
zulm sahne se bhi zalim ki madad hoti hai
pahle rag rag se miri khuun nichoDa us ne
ab ye kahta hai ki rangat hi miri piili hai
Dubone vaalon ko sharminda kar chukaa hungaa
main Duub kar hi sahi paar utar chukaa hungaa
main ne noch ke pheinkin jo shiknein chaadar se
vo sab shiknein duniyaa maathe par le aai
kaahkashaan ke khvaab 'muzaffar' dekh rahaa thaa
aur bedaari ret ke Tiile par le aai
yuun mahsus huaa apni gahraai mein jaa kar
jaise koi mauj kinaare par le aai
ham karein baat dalilon se to rad hoti hai
us ke honTon ki khamoshi bhi sanad hoti hai
kuchh na kahne se bhi chhin jaataa hai ejaaz-e-sukhan
zulm sahne se bhi zaalim ki madad hoti hai
Ghazalग़ज़ल
meri soch mujhe kis rutbe par le aai
मेरी सोच मुझे किस रुत्बे पर ले आई
zakhm-e-dil aur haraa khun-e-tamannaa se huaa
ज़ख़्म-ए-दिल और हरा ख़ून-ए-तमन्ना से हुआ
khud miri aankhon se ojhal meri hasti ho gai
ख़ुद मिरी आँखों से ओझल मेरी हस्ती हो गई
aadmi chaunk chukaa hai magar uTThaa to nahin
आदमी चौंक चुका है मगर उट्ठा तो नहीं
liyaa jo us ki nigaahon ne jaaeza meraa
लिया जो उस की निगाहों ने जाएज़ा मेरा
aag se sairaab dasht-e-zindagaani ho gayaa
आग से सैराब दश्त-ए-ज़िंदगानी हो गया





