bas nahin chalta hai varna apne mar jaane ke saath
phenk dete khod kar duniya ki sab buniyad ham

Qasim Ali Khan Afridi
Qasim Ali Khan Afridi
Sherशेर
See all 14 →bas nahin chalta hai varna apne mar jaane ke saath
बस नहीं चलता है वर्ना अपने मर जाने के साथ
lab-e-shirin se agar ho na tera lab shirin
लब-ए-शीरीं से अगर हो न तेरा लब शीरीं
mujhe khushi ki giraftar main hua tera
मुझे ख़ुशी कि गिरफ़्तार मैं हुआ तेरा
kaam hai matlab se chahe kufr hove ya ki diin
काम है मतलब से चाहे कुफ़्र होवे या कि दीं
shaikh mujh ko na Dara apni musalmani thaam
शैख़ मुझ को न डरा अपनी मुसलमानी थाम
hai juda sajda ki ja hindu musalman ki magar
है जुदा सज्दा की जा हिन्दू मुसलमाँ की मगर
Popular Sher & Shayari
28 totallab-e-shirin se agar ho na tera lab shirin
kohkan tu bhi to ab daman-e-kohsar na chhoD
mujhe khushi ki giraftar main hua tera
to shaad ho ki hai aisa shikar asiir mira
kaam hai matlab se chahe kufr hove ya ki diin
ja pahunchna hai kisi surat se apne yaar tak
shaikh mujh ko na Dara apni musalmani thaam
ham faqiron ka kisi rang se iman na jaa.e
hai juda sajda ki ja hindu musalman ki magar
fahm valon ke ta.iin dair-o-haram donon ek
shaikh mujh ko na Daraa apni musalmaani thaam
ham faqiron kaa kisi rang se imaan na jaae
nargisi chashm dikhaa kar ke vo vahshat-zada yaar
ye gayaa vo gayaa jis tarah ghazaal aap se aap
bas nahin chaltaa hai varna apne mar jaane ke saath
pheink dete khod kar duniyaa ki sab buniyaad ham
lab-e-shirin se agar ho na teraa lab shirin
kohkan tu bhi to ab daaman-e-kohsaar na chhoD
yaar kaa kucha hai masjud-e-khalaaiq dekh le
sang hai kaabe mein murat dair mein hai mushtarak
khudaa ko sajda kar ke mubtazil zaahid huaa ab to
to jaa kar mah-jabin ke aastaan pe jubba-saai kar
Ghazalग़ज़ल
pher roz-e-firaaq-e-yaar aayaa
फेर रोज़-ए-फ़िराक़-ए-यार आया
ji rahe yaa na rahe har qadam-e-yaar na chhoD
जी रहे या न रहे हर क़दम-ए-यार न छोड़
mohabbat maa-sivaa ki jis ne ki gori kaloTi ki
मोहब्बत मा-सिवा की जिस ने की गोरी कलोटी की
aashiq-e-sokhta-dil khatt-e-sanam donon ek
आशिक़-ए-सोख़्ता-दिल ख़त्त-ए-सनम दोनों एक
paanch din ko jo yahaan par aa gayaa
पाँच दिन को जो यहाँ पर आ गया
abr saan har-chand rakkhaa chashm ko pur-aab ham
अब्र साँ हर-चंद रक्खा चश्म को पुर-आब हम





