Sher
ab log apne aap ko pahchante nahin
pesh-e-nigah jaise koi a.ina na ho

Raj Narayan Raaz
ab log apne aap ko pahchante nahin
pesh-e-nigah jaise koi a.ina na ho
gul-dan men saja ke hain ham log kitne khush
vo shakh ek phuul bhi jis par naya na ho
ab log apne aap ko pahchaante nahin
pesh-e-nigaah jaise koi aaina na ho
gul-daan mein sajaa ke hain ham log kitne khush
vo shaakh ek phuul bhi jis par nayaa na ho
TuuTi hui divaar ki taqdir banaa huun
टूटी हुई दीवार की तक़दीर बना हूँ
kyaa baat thi ki jo bhi sunaa an-sunaa huaa
क्या बात थी कि जो भी सुना अन-सुना हुआ
kyaa baat hai ki baat hi dil ki adaa na ho
क्या बात है कि बात ही दिल की अदा न हो
bundein paDi thiin chhat pe ki sab log uTh gae
बूँदें पड़ी थीं छत पे कि सब लोग उठ गए